Guest guest Posted February 3, 2010 Report Share Posted February 3, 2010 Paappey  Krishna uwaach: " maam anusmar,                           Uddhya ch. "                                   'Paarth' ko ladnaa hee padega,                           Saamney chaahe mitra- bandhu(pappey aadi) hon.  Mera naam hee DIWAKAR hai arthaat SOORAJ -aur TUMM yeh khoob jaantey ho!  Iss liye tumhaari upmaayen GHALAT hain, tumhaari soch ghalat hai, tum path bhrashta ho, tum vivek-heen baatein kar rahe ho; jaago aur apni haar sey kuchh sabak lo; Ghinonee aadatein chhod do, Jiyo aur jeene do.  "  Amaavas ki raat ney (tum ne) phir sey kiyaa andhera,  hansney lagaa jab SOORAJ ho gaya door andhera.  ho gaya door andhera;   Muskuratey raho, gungunatey raho  Zindagi mein mein sada geet gaatey raho "  Yeh jeet andhere kee nahin SOORAJ kee hai; ek nai subah kee hai; andhera chahe kuchh bhi koshish karta rahe; antim vijay SOORAJ kee hee hogi, chaahe usey tum kisi bhi naam sey pukaaro.  Yeh achchha hai ki tumhen sheeghra hi apni bhool kaa ehsaas ho gaya aur tumne sulah kee jhandee fahra dee. Mujhe tumse koi bhi naarazgi nahin hai-tum mujhse chhotey ho-umar mai nahin- sadbhav mein:  " Kshamaa badan ko chaahiye, chhotan ko utpaat, Kyaa Vishnu kaa ghat gaya, Jab Bhrigu ne maari laat. "  Tum yeh soch rahe they kee D 8 mein rah kar 8 ke crime syndicate ke boss ban baithai ho; parantu Mandrake- Lothar ke saath mein- crime syndicate kaa bhaanda fod deta hai; kuchh aisi hi durgati tumhaari bhee hui; parantu apni durdasha key liye tum khud jimmedaar ho.  Aaisa karen: Kajol ki Samsung wali washing machine khareed lete hain;sabke coupon niklenge, sab jeetenge.  SABKI JEET SABKA JASHN  Tumhaara baal(?) kishore(Shah nahin!) sakhaa  Diwakar  PS- Maine kaha hai kee 'gande aur ghinoney mazaak' mere personal id par karo (yanee karo- manaa nahin hai; par yahoogroups par karnaa zyaada ustaadi chhantana hai; (Agar kadvee dawa pilaogey toh peenee bhi pad saktee hai)  'Doodh maangogey toh kheer denge, kashmir maangogey toh cheer denge!'       Subject: RE: ek nai subah ... to diwakar To: mgims Date: Wednesday, 3 February, 2010, 6:26 PM   diwakar  yeh sach hai ki main haar gaya jaise amawas ki kaali syah rat , suraj ke gole ko leel jaati hai, wiase hi main haar gaya, tumhare pichle kuch emails main istmaal huae shabdoon( ghinoon, bakwas etc.) ne , meri kavita ko nishabd kar diya aur main haar gaya, tumhari sewagram ke d block room no.7 se oman ki yaatra mein, tum nayee oocaeeyaan choo rahe , is khyal ko tum ne hara diya  parantoo, yeh meri manyata hi nahi apeetu vishwaas hai ki yeh haar shanik hai  jaise phir nai subah hoti hai jaise naya suraj aata hai waise hi tum bhi sudharooge, tumhare andar ka aawesh kum hoga itne sallon ka tumhara hi tap, safal hoga.  tab tum bhi jeetoge  aur main bhi jeetoonga kyoonki, main suraj ki roshni hoon, main jinda hoon, main jindagi hoon  tumhara apna tarvinder 76      .. The INTERNET now has a personality. YOURS! See your Yahoo! Homepage. http://in.yahoo. com/ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.