Guest guest Posted February 3, 2010 Report Share Posted February 3, 2010 diwakar yeh sach hai ki main haar gaya jaise amawas ki kaali syah rat , suraj ke gole ko leel jaati hai, wiase hi main haar gaya, tumhare pichle kuch emails main istmaal huae shabdoon( ghinoon, bakwas etc.) ne , meri kavita ko nishabd kar diya aur main haar gaya, tumhari sewagram ke d block room no.7 se oman ki yaatra mein, tum nayee oocaeeyaan choo rahe , is khyal ko tum ne hara diya parantoo, yeh meri manyata hi nahi apeetu vishwaas hai ki yeh haar shanik hai jaise phir nai subah hoti hai jaise naya suraj aata hai waise hi tum bhi sudharooge, tumhare andar ka aawesh kum hoga itne sallon ka tumhara hi tap, safal hoga. tab tum bhi jeetoge aur main bhi jeetoonga kyoonki, main suraj ki roshni hoon, main jinda hoon, main jindagi hoon tumhara apna tarvinder 76 .. The INTERNET now has a personality. YOURS! See your Yahoo! Homepage. http://in.yahoo.com/ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.